ترانه و شعر با صدای Badshah, Akshay & IP, Kanika Kapoor & Sharvi Yadav
Apna bana le mujhe... Apna bana le mujhe... Apna bana le mujhe...
Tujhe kya main tang karti hoon? Nahi na? Nahi na? Phir kyun ni gall manda ae tu, tu, tu, tu?
Ek taan main tere peechhe-peechhe aayiaan Gharwaleyaan ton kar ke ladaaiyaan Mainu ishqe da chadeya bukhaar Aaje, de-de chandre ve mainu dil di dawaaiyaan
Gori hai kalaiyan Main laa doon tujhe hari-hari choodiyaan Gori hai kalaiyan Main laa doon tujhe hari-hari choodiyaan, haan-haan-haan
Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa) Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa) Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa) Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa)
Kyun na tujhko zara bhi aati sharam? Kis baat ka rakhe baithi bharam? Tu hai thandi hawa, main aandhi garam Teri jaan jaayegi, jaan kasam
Kehne ko hoga kasoor mera Par aadat se majboor hoon main Mujhe dil-vil mat de Dil ke tukde karne ke liye mashoor hoon main
Baatein dil ki hai tujhko batayi Dil kyun dukhata hai, harjayi? De doon tujhe sare-aam ijazat Meri jaan, meri thaam kalayi
Gori hai kalaiyan Main laa doon tujhe hari-hari choodiyaan Gori hai kalaiyan Main laa doon tujhe hari-hari choodiyaan, haan-haan-haan
Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa) Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa) Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa) Apna bana le mujhe (sa-ja-na-aa)
It's your boy Badshah