
فرمت MP3 • بالاترین وضوح صدا
فرمت MP3 • مناسب اینترنت ضعیفتر
ترانه و شعر با صدای Kaavish
(Music Intro) Tere intezaar may aashiyaan sajaaunga Hoga yeh milan kabhi, khud ko yeh bataunga Tere hi visaal se dil sukoon paayega Dard intezaar ka, kya kisay bataunga? Hoke tere rubaru haal-e-dil sunaunga Tab talak yeh dil teri yaad may hi gaayega Tere intezaar may Tere intezaar may Tere intezaar may Tere intezaar may (Music Interlude) Bewajah se jeewan may jeenay ki wajah tu hai Soonay-soonay aangan may pyaar ki hawa tu hai Tere bina mar jaaun naa mein Tere intezaar may Tere intezaar may Tere intezaar may Tere intezaar may Yeh aag yoon jalti rahay Yeh dil mera mujhse yeh kahay Ke mein jal jaaun Paaun pyaar jo ho naa fanaa Mein jal jaaun Paaun pyaar jo ho naa fanaa (Music Outro)
دیگر آثار شنیدنی از Kaavish