
فرمت MP3 • بالاترین وضوح صدا
فرمت MP3 • مناسب اینترنت ضعیفتر
ترانه و شعر با صدای Shashwat Sachdev
Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera Tu agar meri, yeh ujaale tere Tu agar meri, dil hawale tere Tu agar meri, main hoon tera
Betaab-sa mohabbat ka tu inqalaab hai Mera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab hai Gehra hua, gehra hua Rang aashiqui gehra hua Gehra hua, gehra hua Dariya dua gehra hua
Tera hua Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera
Palkein jhapakta hai aasmaan Laakhon farishton ki hai tu jaan Woh poochhte hain rehti kahaan? Meri baahon mein rehti, unko bata Palkein jhapakta hai aasmaan Usne bhi tujh-sa dekha kahaan Hai raunakien wahan, tu hai jahaan Meri baahon mein rehna, yahi hai dua
Tu agar meri, hai fasaana tera Tu agar meri, toh zamaana tera Tu agar meri, main hoon tera
Betaab-sa mohabbat ka tu inqalaab hai Mera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab hai Gehra hua, gehra hua Rang aashiqui gehra hua
Tera hua Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera
Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Re Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Re Sa Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Ma Re Ni Sa Ga Sa Ga Ma Pa Ga Re Sa
Teri mohabbat mein jalna bhi hai Aur tujhse bachke hi chalna bhi hai Kuch rang apna badalna bhi hai Maine dhalna tere rang mein hai sada Tu chaand hai ek dhadakta hua Chori se mujhko hi takta hua Seene se lag ke chamakta hua Meri jannat ka rasta, tu hi tu hua
Tu agar meri, yeh hawayein teri Tu agar meri, saari raahein teri Tu agar meri, main hoon tera
Betaab-sa mohabbat ka tu inqalaab hai Mera jahaan teri baahon mein khwaab, kawaab hai Gehra hua, gehra hua Rang aashiqui gehra hua Gehra hua, gehra hua Dariya dua gehra hua
دیگر آثار شنیدنی از Shashwat Sachdev

