
فرمت MP3 • بالاترین وضوح صدا
فرمت MP3 • مناسب اینترنت ضعیفتر
ترانه و شعر با صدای Taba Chake
Maine likhi hain kahaniyan Tere liye main sapne dekhoon Yaadon se judi teri baatein hain Kho na jaaun un pal mein
Tu hi toh hai meri manzil Tujhe hi toh main dhoondhta hoon Ke meri hi sun lo na tum Dhadkanon ki yeh baat hai
Kaho na kuch, chup kyun ho tum? Baatein dil ki ab keh bhi do Door itne ho gaye kyun hum? Aa bhi jaao tum mere qareeb
Kahin door, tere paas Main chala aa gaya, ho gaya Jab bhi dekhoon tujhe main Mera mann ud chala teri or
Andheron mein teri roshni Chha gaye har jagah tu hi tu Maano na mere dil ki baat Na dena tu mujhe fir yeh saza, yeh saza
Maine likhi hain kahaniyan Tere liye main sapne dekhoon Yaadon se judi teri baatein hain Kho na jaaun un pal mein
دیگر آثار شنیدنی از Taba Chake
