
ترانه و شعر با صدای Taba Chake
Sun zara mujhko ye hawaayein Kuch Sunati hai ye nazarein Dhundta mein yu phir raha Parchai yaadon ki Bikhre hue khwaab hai jo
Andhera sa kyun cha raha hai Har disha gunji hai darare Raahon mein aise kho gaye Sitare raah dikha to zara, hai kahan
Tu hai kahan Tanhaayi cha rahi hai Tu hai kahan Mujhko le chalo na
Chand mein basi to tu nahi hai Duri fir itni kyu lagi hai Manzil bhi khoyi kyu lage? Pukare tu bhi kya, main yahaan, tu kahan
Ye fizayein ruthi to nahin hai Kahani adhuri reh gayi hai Khwabon mein aise tu na aah Sapne na dika, na sata, na rula
Tu hai kahan Tanhaayi cha rahi hai Tu hai kahan Mujhko le chalo na
Tu hai kahan Tanhaayi cha rahi hai Tu hai kahan Mujhko le chalo na
Tu hai kahan Tanhaayi cha rahi hai Tu hai kahan Mujhko le chalo na
آثار دیگر از Taba Chake