ترانه و شعر با صدای Atif Aslam
Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan
Aankhein moondein toh jaane kise dhoondhein Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na Kise dhoondhein yeh khwahishon ki boondein? Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na Maano nindiya piroya jaaye na
Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan
آثار دیگر از Atif Aslam