ترانه و شعر با صدای Bayaan
Sehla do man ko, kyun yeh rota rahe? Dhalegi phir yeh raat, jo hota rahe Par yeh man mayoos hai bahut Hungame mein girift Is shor mein, is bheed mein akela hai man Akela hoon main
Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Balki ho hi nahin Jhoot ki zameen par, fareb ke yeh saare ghar In mein rehne wale tum! Khoon safed, dil patthar Zimma hai yeh qudrat ka, ya khitta tumhari hai? Jo bhi sabab so hai, par saza hamari hai
Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta" Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta" Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta"
آثار دیگر از Bayaan